Fucking Love – 4

Fucking Love – 4
Ab propose karne ki soch hi li thi to karna bhi tha to ek din jab uske bhai ka birthday tha tab usne hume invite kiya tha hum gaye socha tha ki aj prupose kardunga par asal mein kar hi nahi paya wo pata nahi hua kya wo mujhse baat kar rahi thi or main usse bolna bhi chahta tha par bol nahi paya to ab kya kar sakte hai agle din mein uske ghar par pahunch gaya “hii aisha I like you” bol diya par uske saath ye bhi bol diya ki mein tumse pyaar nahi karta kaash maine vo nahi kaha hota but deed is done so of course usne mana kiya ab agle 2 mahine tak maine ye realize kiya ki banchod pyaar ho gaya hai to ab main ek dam mood banaya tum hi ho bajaya rose mangvaya uske tusion ke aane ke baad maine usse room par bulaya par vo rose main usse vo rose de nahi paya kyuki us rose ke saath mere grandfather bhi aa gaye the to plan cancel lekin usko propose main eek baar or kiya usne phir mana kiya ab 10th grade puri ho gayi thi mere jaane ka time aa gaya tha humari packing khatm ho gayi saaman truck mein tha 1 min. mein hum nikalne waale the par main bas us samay kuch soch nahi paya dimag mein kuch nahi tha or is cheez se mein darr gaya tha phir kya mein bhaga . mein bhaga aisha ke ghar ki or mujhe pata nahi kyu kyuki mujhe pata tha vo ghar par nahi hai par phir us time pe ye mujhe important laga main uske ghar ke niche khada tha phir bhi dimag mein kuch nahi aaya mein truck ki aur laut gaya par ye love story is tarah se end nahi huyi kyuki ye abhi bhi chal rahi hai……

Love is worth waiting for…  

Post a Comment

0 Comments